Saturday, 27 April 2013

jism dhamakta zulf ghaneri

                                                 jism dhamakta zulf ghaneri



jism dhamakta zulf ghaneri[2]
rangeen lab aankhen jaadu
sange mar mar udha badal[2]
surkh shafaq hairaaan aabu

Jism dhamakta zulf ghaneri[2]

bhikshu daani, pyasa paani
dariya sagar jal ka ghar[3]

gulshan khusboo, koyal koo koo[2]
mastii, daruu, maain aur tuuu
Jism dhamakta zulf ghaneri[2]

baambi naagan, chhaaya aangan
ghungroo chan chan, aasha mann[3]

aankhen kajal, parbath badal[2]
woh zulfen aur yeh baazu
Jism dhamakta zulf ghaneri[2]

raatein mehki, saansein dehki
nazarein behki, ruthlehki[3]

prem khilona, sapna salona[2]
phool bhichona, wooh pehru
Jism dhamakta zulf ghaneri[2]

tumse doori, yeh majboori
zakhme kaari, bedaari[3]

tanha raatein, sapne khathein[2]
khudse baatein meri khuu
jism dhamakta zulf ghaneri[2]
rangeen lab aankhen jaadu
sange mar mar udha badal[2]
surkh shafaq hairaaan aabu
jism dhamakta zulf ghaneri[2]

No comments:

Post a Comment